A Smart Gateway to India…You’ll love it!
WelcomeNRI.com is being viewed in 121 Countries as of NOW.
A Smart Gateway to India…You’ll love it!
Lord Sai: Sabka Malik Ek
Lord Sai
Lord Sai
Sai Baba
Lord Sai
Lord Saibaba Bhajan Lyrics
Shirdi Wale Sai Baba

Aaaaaaa
Zamane mein kaha tooti hui tasweer banti hai
Tere darbaar main bigdi hui taqdeer banti hai

Tareef teri nikli hai dil se
Aayi hai lab pe ban ke qawaali
Shirdi wale sai baba
Aaya hai tere dar pe sawali

Shirdi wale sai baba
Aaya hai tere dar pe sawali

Lab pe duayen aakhon main aansoon
Dil main umeedein par jholi khali
Shirdi wale sai baba
Aaya hai tere dar pe sawali

Dar pe sawali
Aaya hai dar pe sawali
Shirdi wale sai baba
Aaya hai tere dar pe sawali

O mere sai deva tere sab naam lewa
O mere sai deva tere sab naam lewa

Khuda insaan saare sabhi tujhko hain pyaare
Sune fariyaad sabki, tujhe hai yaad sabki
Bada ya koi chhota, nahi mayoos lauta
Ameeron ka sahara, gareebon ka guzara
Teri rahmat ka kissa bayan akbar kare kya
Do din ki duniya, duniya hai gulshan
Sab phool kaante, tu sab ka mali

Shirdi wale sai baba
Aaya hai tere dar pe sawali

Khuda ki shaan tujhme, dikhe bhagwaan tujhme
Khuda ki shaan tujhme, dikhe bhagwaan tujhme

Tujhe sab maante hain, tera ghar jaante hain
Chale aate hain daude, jo khush kismat hain thode
Yeh har rahi ki manzil, yeh har kashti ka sahil
Jise sab ne nikala, use toone sambhala
Jise sab ne nikala, use toone sambhala
Tu bichhdon ki milaye, bujhe deepak jalaye

(tu bichhdon ki milaye, bujhe deepak jalaye) -2

Yeh gam ki raatain, raatain yeh kaali
Inko banade id aur diwali
Shirdi wale sai baba
Aaya hai tere dar pe sawali

Lab pe duayen aakhon main aansoon
Dil main umeedein par jholi khali
(shirdi wale sai baba
Aaya hai tere dar pe sawali) -4

You May Be Interested IN

Wisdom Quotes : Must Know

Previous Next
photo 2

सदैव संदेह करने वाले व्यक्ति के लिए प्रसन्नता ना इस लोक में है ना ही कहीं और .

श्रीमद्भगवद्गीता

photo 3

गुरोरप्यवलिप्तस्य कार्याकार्यमजानतः ।

उत्पथं प्रतिपन्नस्य कार्यं भवति शासनम्॥।

संक्षिप्त वाल्मीकि रामायण

photo 1

मन अशांत है और उसे नियंत्रित करना कठिन हैए लेकिन अभ्यास से इसे वश में किया जा सकता है.

श्रीमद्भगवद्गीता

photo 4

शोको नाशयते धैर्यं शोको नाशयते श्रुतं।

शोको नाशयते सर्वं नास्ति शोकोसमो रिपुः॥

संक्षिप्त वाल्मीकि रामायण

Hindu Dharm Bhajan
Important Facts
The Biggest Curses in Hindu Mythology!!
learn more »
Being Hindu Is A State Of Mind!!
learn more »
These 9 Things Happen To You When You Die!!
learn more »
Pandavas And Nagas: A Brutal Tale Of Revenge in Mahabharata!!
learn more »
Why Do Muslims Pray On Friday!!
learn more »
What Is The Colour Of Your Soul !!
learn more »
Birthmarks: A Clue To Your Past Life !!
learn more »
A Smart Gateway to India…You’ll love it!

Recommend This Website To Your Friend

Your Name:  
Friend Name:  
Your Email ID:  
Friend Email ID:  
Your Message(Optional):